Video Description
Relive the magic of 90s Bollywood romance with Ladki Badi Anjaani Hai from Kuch Kuch Hota Hai. A timeless melody featuring the iconic chemistry of Shah Rukh Khan and Kajol.
#ladkibadianjanihai #shahrukh_khan #kajol #srk #kuchkuchhotahai #kumarsanu #alkayagnik #jatinlalit #sameer #romantichindisongs #lovesongs #evergreenhindisongs #bollywoodhitsongs #90severgreen #90shindisongs
Song Credits :-
Song Name - Ladki Badi Anjani Hai
Movie - Kuch Kuch Hota Hai
Singer - Kumar Sanu & Alka Yagnik
Composer - Jatin Lalit
Lyricists - Sameer Anjaan
Lyrics:
He he he he he he he..
La la la la la la la la..
Ladki badi anjaani hai
Sapna hai, sach hai, kahaani hai
Dekho yeh pagli, bilkul na badli
Yeh toh wohi deewani hai
Ho.. ho.. ho..
Ladka bada anjaana hai
Sapna hai, sach hai, fasaana hai
Ha ha yeh pagla, bilkul na badla
Yeh toh wohi deewana hai
Ho.. ho.. ho..
Paas rehke bhi thi doori
Jaane kaise thi majboori
Waqt woh bhi ajeeb tha
Jab tu mere kareeb tha
Kho gayi tu yeh kis jahaan mein
Main yahan hoon, dekh toh zara
Ho.. ho.. ho..
Ladka bada anjaana hai
Sapna hai, sach hai, fasaana hai
Dekho yeh pagli, bilkul na badli
Yeh toh wohi deewani hai
Ho.. ho.. ho..
Ho.. ho.. ho..
Hmm.. bheed mein bhi thi tanhaai
Yaad har pal teri aayi
Roke koi mujhe zara
Bhar na aaye yeh dil mera
Behke behke mere kadam hain
Aise mein tu sambhaal toh zara
Ho.. ho.. ho..
Ladki badi anjaani hai
Sapna hai, sach hai, kahaani hai
Ha ha yeh pagla, bilkul na badla
Yeh toh wohi deewana hai
Ho.. ho.. ho..
Ho.. ho.. ho..
Tumne na jaane kya sapne dikhaye
Jaage na sota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2026
Subscribe & Follow Sony Music India:
https://www.youtube.com/@UC56gTxNs4f9xZ7Pa2i5xNzg
https://www.facebook.com/SonyMusicIndia
https://www.instagram.com/sonymusicindia
https://www.snapchat.com/add/sonymusic_india
https://twitter.com/sonymusicindia