视频说明
Watch the lyrical video of the timeless track Judai. Featuring Emraan Hashmi & Sonal Chauhan, this song is beautifully sung by Kamran Ahmed with soulful music by Pritam.
#judai #emraanhashmi #jannat #kamranahmed #pritam #evergreenhits #sayeedquadri
Song Name - Judai
Movie - Jannat
Singer - Kamran Ahmed
Composer - Pritam
Lyricists - Sayeed Quadri
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
Lyrics:
Chaar dino ka pyaar, oh, Rabba
Lambi judaai, lambi judaai
Chaar dino ka pyaar, oh, Rabba
Lambi judaai, lambi judaai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamane baad, oh, Rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Khoya raha main saazon mein apne
Aahat bhi teri bhool gaya main
Kitna jiya hoon, tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hoon
Khoya raha main saazon mein apne
Aahat bhi teri bhool gaya main
Kitna jiya hoon, tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hoon
is zindagi mein
Dil ki duhaai, dil ki duhaai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamane baad, oh, Rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Har bebasi mein is zindagi ne
Tujhko hi chaaha, tujhko hi maanga
Jin raaston se guzra ye dil tha
Manzil mili na, pyaar na paaya
Har bebasi mein is zindagi ne
Tujhko hi chaaha, tujhko hi maanga
Jin raaston se guzra ye dil tha
Manzil mili na, pyaar na paaya
raahon se guzre
Dil ko sambhale, dil ko sambhale
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamane baad, oh, Rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2026
Subscribe & Follow Sony Music India:
https://www.youtube.com/@UC56gTxNs4f9xZ7Pa2i5xNzg
https://www.facebook.com/SonyMusicIndia
https://www.instagram.com/sonymusicindia
https://www.snapchat.com/add/sonymusic_india
https://twitter.com/sonymusicindia