视频说明
Watch the lyrical audio of “Mat Aazma Re” from the film Murder 3, featuring Randeep Hooda and Aditi Rao Hydari. This emotional track is soulfully sung by the legendary KK, with music composed by Pritam and heartfelt lyrics penned by Sayeed Quadri.
#mataazmare #kk #pritam #randeephooda #aditiraohydari #romantichindisongs #murder3 #sayeedqadri #bollywoodsongs #bollywoodlovesongs
Song Credits:
Song Name - Mat Aazma Re
Movie - Murder 3
Singer - KK
Composer - Pritam Chakraborty
Lyricists - Sayeed Quadri
Lyrics:
Mat Aazma Re Phir Se Bula Re
Apna Bana Le Hoon Beqaraar
Tujhko Hi Chaha Dil Hai Ye Karta
Aa Betahasa Tujhse Hi Pyaar
Hasratein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Khwaishein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Chahatein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Mannatein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Hum Zaar Zaar Rote Hain
Khud Se Khafa Bhi Hote Hain
Hum Ye Pehle Kyun Na
Samjhe Tum Fakht Mere
Dil Ka Qaraar Khote Hain
Kahaan Chain Se Bhi Sote Hain
Humne Dil Me Kyun
Bichhaaye Shaq Ye Gehre
Hasratein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Khwaishein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Chahatein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Mannatein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Tere Hi Khwaab Dekhna
Teri Hi Raah Taakna
Tere Hi Vaaste Hi Hai
Meri Har Wafa
Teri Hi Baat Sochna
Teri Hi Yaad Odhna
Tere Hi Vaaste Hai
Meri Har Duaa
Tera Hi Saath Maangna
Teri Hi Baah Thaamna
Mujhe Jaana Nahi
Kahin Tere Bina
Tu Mujhse Phir Na Roothna
Kabhi Kahin Na Chhootna
Mera Koi Nahi Yahaan Tere Siva
Hasratein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Khwaishein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Chahatein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Mannatein Baar Baar
Baar Baar Yaar Ki Karo
Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2026
Subscribe & Follow Sony Music India:
https://www.youtube.com/@UC56gTxNs4f9xZ7Pa2i5xNzg
https://www.facebook.com/SonyMusicIndia
https://www.instagram.com/sonymusicindia
https://www.snapchat.com/add/sonymusic_india
https://twitter.com/sonymusicindia